Humne Dekhi Hai Inn Aankhon Ki

Humne Dekhi Hai Inn Aankhon Ki Mahekti Khushbu,
Haath Se Chhu Ke Ise Ishq Ka ilzaam Na Do,
Ek Ehsaas Hai Ise Rooh Se Mahsoos Karo,
Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Ise Koi Dusra Naam Na Do. 

हमने देखी है इन आँखों की महकती खुसबू,
हाथ से छू के इसे इश्क का इल्ज़ाम न दो,
एक एहसास है इसे रूह से महसूस करो,
प्यार को प्यार ही रहने दो इसे कोई दूसरा नाम न दो। 

मैं दीवाना हूँ तेरा मुझे इनकार नहीं,

Main Deewana Hun Tera Mujhe Inkaar Nahi,
Kaise Keh Dun Ke Mujhe Tumse Pyar Nahi,
Kuchh Shararat To Teri Najron Me Bhi Thi,
Main Akela Hi To Iska GunahGar Nahi. 

मैं दीवाना हूँ तेरा मुझे इनकार नहीं,
कैसे कह दूँ कि मुझे तुमसे प्यार नहीं,
कुछ शरारत तो तेरी नजरों में भी थी,
मैं अकेला ही तो इसका गुनहागार नहीं। 

I Love You Shayari in Hindi – आई लव यू शायरी हिंदी में

I Love You Shayari in Hindi – आई लव यू शायरी

प्यार एक अनमोल चीज़ है इसे शब्दों से तो साझा नहीं किया जा सकता पर कोशिश की जा सकती है अपने बिचारे को शायरी और शब्दों के जरिये साझा करने की . दोस्तों यहाँ पे आपको Best I Love you Shayri In Hindi , Hindi Love Shayari . जो आप अपने प्रिये के साथ साझा कर सकते है .


कोई नही आऐगा मेरी जिदंगी मे तुम्हारे सिवा
एक मौत ही है जिसका मैं वादा नही करता.


Farishte Hi Honge Jinaka Ishk Mukammal Hota Hai
Hamane To Yahaan Insaanon Ko Bas Barbaad Hote Dekha Hai


सिर्फ़ तारीख़ ही तो बदली है यहाँ,.
सबकी ख़्वाहिशें तो आज भी वही हैं.


Hum Mohabbat Ki Kabhi Numaish Nahi Karte
Hum Lafzon Ki Bhi Pamaish Nahi Karte
Jise Chahte Hai Ham Toot Ke Chahte Hai,
Badle Mein Pyar Ki Khawaish Tak Nahi Karte


Time Time Ki Baat Hai

Jo Roz Kal Tak I Love You Jaan Bola Karte The..

Aaj Kal Unke Paas Hume Reply Karne Ka Bhi Time Nahi.


Pyar tujhse hai beintehaa,
Ek pal ke liye bhi tujhe nhi khona hai,
Itna zarurui to mere liye jeena bhi nhi
Jitna zaruri sirf tera hona hai.
I Love You Dear


Har lamha tujhe pyar karenge,
Pyar tujhe beshumar karenge,
Khuda ne likhe hai jitne bhi panne meri zindagi ke
Wo har ek panna tere naam karenge.


Dil mera bas ek hi dua mangta hai,
Tujhe mangta hai teri wafa mangta hai,
Jis din se bas tum ho jao hamare
Har din dua me bas wo din mangata hai.


Tum aake dil mein hamare ghar banaye beth ho,
Khwabo mein bhi apna dera basae beth ho,
Ye na puchna ki kya ham diwane hai tumhare
Bas ye jaan lo tum apni har ada se hamara dil chuare bethe ho.

I Love You Jaan


Meri bas ek hi manjil hai jo tum ho,
Meri ek khwahish hai jo tum ho,
Kese chhupao dil ki baato ko
Jab meri zindagi mere jeene ki wajha tum ho..

I Love You More Than My Life


Raat me khwab Din me tera khayal rehta hai,
Dil ki dhadkano me dhadkta tera naam rehta hai,
Khuda bhi samjh jata hai meri chahat mangne se phele
Kuch itna meri dua me shamil tu rehta hai.

I Love You My Jaan


Khud mein ham kuch iss tarah kho jaate hai, Beeti hui yadon ko lekar roo jaate hai, Neend nahi aati hame raato mein par, Unko khawab mein dekhne ke liye soo jaate hai.


Sabab judai ka kuch to btao Mujhe, Phir chahe Dil-o-jaan se satao Mujhe, Ye mana ki Fursat nahi Tumhe, Magar ye lazim to nahi k Bhul hi jao Mujhe.


Apna Humsafar tu Bana Le Mujhe, Tera Hi Saya Hu tu Apna Le Mujhe, Ye Raat Ka Safar aur Bhi Haseen Ho Jayega, Tu Aa Ja Mere Sapno Mein Ya Bula Le Mujhe.


ये मेरी मोहब्बत थी की दीवानगी की इंतिहा,
तेरे करीब से गुजर गया तेरे ही ख़यालो में

लगती हैं जिनके दिल पर, वो आँखो से नही रोते,
जो अपनो के ही ना हो पाए, वो किसी के नही होते


Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa Hue,
Mehsoos hua Tab, Jab Wo Juda Hue,
Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo,
Per Bahut Kuch De Gaye Jab Wo Bewafa Hue


Tujse hi har subha ho meri,
Tujse hi har sham,
Kuch aisa rishta ban gaya tujhse,
Ki Har saaso mein sirf tera hi naam


सुर्ख आँखो से जब वो देखते है,
हम घबराकर आँखे झुका लेते है,
क्यू मिलाए उन आँखो से आखे,
सुना है वो आखो से अपना बना लेते है


कब तक वो मेरा होने से इंकार करेगा,
खुद टूट कर वो एक दिन मुझसे प्यार करेगा,
प्यार की आग में उसको इतना जला देंगे,
कि इजहार वो मुझसे सरे-बाजार करेगा।


तुम पूछ लेना सुबह से, न यकीन हो तो शाम से
ये दिल धड़कता है तेरे ही नाम से।


मैं लव हूँ पर मेरी बात तुम हो,
और मैं तब हूँ जब मेरे साथ तुम हो।


जब खामोश आँखों से बात होती है,
तो ऐसे ही मोहब्बत की शुरुआत होती है,
तेरे ही ख्यालों में खोये रहते हैं,
न जाने कब दिन और कब रात होती है।


बहुत खूबसूरत वो रातें होती हैं,
जब तुमसे दिल की बातें होतीं हैं।


ये ठंडी हवाएं , काली घटाएं , मस्त फिजाएं ,
हर बार ही कुछ कहती  हैं, पर सुनाई जब देती हैं,
जब वो साथ मेरे होती है।


रात होगी तो चाँद दुहाई देगा,
ख्वाबों में उसका चेहरा दिखाई देगा,
ये इश्क है ज़रा सोच समझ कर करना,
क्यूंकि यहाँ एक आंसू भी गिरा तो सुनाई देगा।


दिल पर आये हुए इल्जाम से पहचानते हैं,
लोग अब मुझे तेरे नाम से पहचानते हैं।


हमारी चाहत है तुझे अपना बनाने की,
हमने तो ज़रूरत की है तुझसे दिल लगाने की,
अब तू हमे चाहे या न चाहे,
लेकिन हमारी तो हसरत है तुझ पर मर मिट जाने की।


एक दिन उसने मुझसे कयामत का मतलब पूछ लिया,
मैंने भी घबरा कर उससे रूठ जाना तेरा कह दिया।


प्यार मैं तुझसे करती हूँ,
और अपनी जिंदगी से ज्यादा करती हूँ।


Share these amazing I Love you Shayari in Hindi with your friends on social media .

I Miss You Shayari – मिस यू शायरी | आई मिस यू

Best Collection Of Miss You Shayari – बेस्ट कलेक्शन of  मिस यू शायरी | Missing Shayari in Hindi

तेरी याद शायरीआई मिस यू का मतलब होता है जब भी किसी को याद करते हैं तो उसे या फिर किसी की याद आती हैं तब हम उसको आई मिस यू कहते है और जब याद जरुरत से ज्यादा आनी शुरू हो जाती हैं फिर हम ऐसे लैला मजनू बन जाते है फिर हमें मिस यू शायरी का सहारा लेना पड़ता है और अपनी तन्हाई को ब्यक्त करते है,


Ek tanhaa raat mein tumhaari yaad aa gayi,
Yaad bhulaane ke liye humne shamaan jalaa di,
Kya kaaynaat dikha dee us shamaan ne humko,
Uske uthte dhuye ne tumhaari tasveer jo bana di..


Agar aaye tumhe hichkiya,
To maaf karna mujhe,
Kyonki is dil ko aadat hai,
Tumhe yaad karne ki…


Naa din dhang se gujarata hai,
Naa raat ko neend aati hai,
Kya karoon main e-dost mere,
Teri yaad bahut sataati hai ….


Door hoon tumse to koi gum nahi,
Door hokar bhoolne walon mein hum nahi,
Mil naa sake to koi baat nahi,
Tumhaari yaad kisi mulaakaat se kam nahi…


Jiski Yaadon Me Raat Gujar Jati Hai,
Jiski Liye Aankhen Bhaar Aati Hai,
Mushkil Hai Usko Ye Keh Pana,
Tere Bin Dhadkan Bhi Tham Jati Hai.


Apni Yaadon Ki Khushbu Bhi Humse Chheen Loge Kya,
Kitaab-e-Dil Me Ab Ye Sukha Gulaab To Rahne Do.


Jo Tune Diya Use Hum Yaad Karenge,
Har Pal Tere Milne Ki Fariyaad Karenge,
Chale Aana Jab Bhi Khayal Aaye Mera,
Hum Roj Khuda Se Pahle Tujhe Yaad Karenge.


Ek Ummid Ka Diya Jal Raha Tha,
Jise Ashqo Ki Barish Ne Bujha Diya,
Tanha Akele Khushi Se Jee Raha Tha,
Aaj Fir Aapki Yaad Ne Rula Diya.


Yaadein Aati Hain Yaadein Jaati Hai,
Kabhi Khushiyan Kabhi Gham Lati Hain,
Shikwa Na Karo Zindagi Se,
Aaj Jo Zindagi Hai
Bahi Aane Wale Kal Ki Yaad Kahlati Hai.


Hum Tere Dil Me Rahenge Ek Yaad Bankar,
Tere Lab Par Khilenge Muskaan Bankar,
Kabhi Hume Apne Se Juda Na Samjhna,
Hum Tere Sath Chalenge Aasmaan Bankar.


Betaab Se Rehte Hain Teri Yaad Me Aksar,
Raat Bhar Nahi Sote Teri Yaad Me Aksar,
Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar,
Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksar.


Ab Bujha Do Yeh Sisakte Huye Yaadon Ke Chiraag,
Inse Kab Hijr Ki Raaton Mein Ujala Hoga.


Thandi Hawayen Kya Chali Mere Shahar Me,
Har Taraf Yaadon Ka December Bikhar Gaya.


Teri Yaadon Ki Duniya Me Bahut Mahfooj Rahte Hain,
Jahan Na Kuch Khone Ka Dar Hai Na Kuch Paane Ki Tamnna.


Kuch Dil Me, Kuch Kagzo Par Kisse Abaad Rahe,
Kaise Bhule Unhe, Jo Har Dhadkan Me Yaad Rahe.


Waqt Ka Marham Har Zakham Ko Bhar Deta Hai,
Toote Khawab Yaadon Ke Mausam Me Dard Zarur Dete Hain..


Unse Dur Jane Ka Iraada To Na Tha,
Saath Saath Rehne Ka Vaada Bhi Na Tha,
Wo Yaad Aayenge Ye Jante The Hum,
Par Itna Yaad Aayenge Andaza To Na Tha.


Muddatein Gujri Aur Teri Yaad Bhi Na Aayi,
Aur Hum Bhool Gaye Hon Tujhe Aisa Bhi Nahi.


Ajeeb Zulm Karti Hain
Teri Yaadein Mujh Par,
So Jayun To Utha Deti Hain,
Jaag Jayu To Rula Deti Hain.


Hum To Har Baar Mohabbat Se Sadaa Dete Hain,
Aap Sunte Hain Aur Sun Ke Bhula Dete Hain,
Aise Chubhte Hain Teri Yaad Ke Khanjar Mujhko,
Bhool Jaaun Jo Kabhi Yaad Dila Dete Hain


Aaj Ye Kaisi Udaasi Chhai Hai,
Tanhai Ke Baadal Se Bhigi Judai Hai,
Tut Ke Roya Hai Fir Mera Dil,
Jaane Aaj Kiski Yaad Aayi Hai.


Kuchh Dard Kuchh Nami Kuchh Batein Judai Ki,
Gujar Gaya Khayalon Se Teri Yaad Ka Mausam.


Bahut Jee Chahta Hai Qaid-e-Jaan Se Nikal Jayein,
Tumhari Yaad Bhi Lekin Isee Malabe Mein Rahti Hai.


Boodein Barish Ki Yun Jami Pe Aane Lagi,
Sondhi Si Mahek Maati Ki Jagane Lagi,
Hawao Me Bhi Jaise Masti Chhane Lagi,
Baise Hi Hume Bhi Aapki Yaad Aane Lagi.


Ek Arzoo Si Hai Ki Unhe Hool Jayen Hum,
Magar Unki Yaadon Ke Aage To Ye Hasrat Bhi Haar Jati Hai.


Koi Chala Gaya Dur Humse To Kya Kare,
Koi Mita Gaya Sab Nishan To Kya Kare,
Yaad Aati Hai Unki Hamein Hadd Se Zyada,
Magar Wo Yaad Na Kare To Kya Kare.


Kyu Koi Mera Intezaar Karega,
Apni Zindagi Mere Liye Bekar Karega,
Hum Kaun Sa Kisi Ke Liye Khas Hain,
Kya Soch Kar Koi Hume Yaad Karega.


Tujhe Bhulane Ki Koshish To Bahut Ki Ai Sanam,
Teri Yaadein Gulab Ki Shaakh Hain Jo Roj Mehakti Hain.


Har Raat Ro Ro Ke Use Bhulane Lage,
Aansuo Me Uske Pyar Ko Bahane Lage,
Ye Dil Bhi Kitna Ajeeb Hai Ki,
Roye Hum To Wo Aur Yaad Aane Lage.


Hazaro Shikayaten Rat Rakhi Thi Unhe Sunane Ko,
Wo Muskura Ke Aise Mile Ki Ek Bhi Yaad Nahi Rahi.


Abhi Mashroof Hun Kaafi, Kabhi Fursat Se Sochunga,
Ki Tujhko Yaad Rakhne Me, Main Kya Kya Bhool Jata Hu.


Jab Se Teri Chahat Apni Zindagi Bana Li Hai,
Humne Udas Rahne Ki Adat Bana Li Hai,
Har Din Har Raat Gujarti Hai Teri Yaad Me,
Teri Yaad Humne Apni Ibadat Bana Li Hai.


Jab Bhi Aapse Milne Ki Takdeer Najar Aayi,
Mujhe Paao Me Bandhi Zanjeer Najar Aayi,
Teri Yaad Me Nikal Pade Mere Aansu,
Har Aansu Me Teri Tasveer Najar Aaayi.


Yu To Muddatein Gujaar Di Hain,
Humne Tere Bagair Bhi Magar,
Aaj Bhi Teri Yaadon Ka Ek Jhonka,
Mujhe Tukdon Me Bikher Deta Hai.


Kahani Ban Ke Jiye Hain Wo Dil Ke Aashiyane Mein,
Humko Bhi Lagegi Shadiyan Shayad Unhein Bhulane Mein.


Saans Tham Jaati Hai Par Jaan Nahi Jaati,
Dard Hota Hai Par Aawaj Nahi Aati,
Ajeeb Log Hain Is Zamane Mein,
Koi Bhul Nahi Pata Aur Kisiko Yaad Nahi Aati.


Har Baat Samjhane Ke Liye Nahi Hoti,
Zindagi Aksar Kuchh Paane Ke Liye Nahi Hoti,
Yaad Aksar Aati Hai Aapki,
Par Har Yaad Jatane Ke Liye Nahi Hoti.


Meri Yaadein Mera Chehra Meri Baatein Rulayengi,
Hijr Ke Daur Me Gujri Mulakatein Rulayengi,
Dino Ko To Chalo Tum Kaat Bhi Loge Fasano Mein,
Jahaan Tanha Miloge Tum Tumhein Raatein Rulayengi.


हमारे मिस यू शायरी के कलेक्शन में से जबरदस्त शायरी को कॉपी करके अपने दोस्तों और चाहने वालो के साथ शेयर कीजिये|Share these Miss you Shayari with your Friends and Family

हम चाहे जहाँ भी हैं पर अभी भी तुम्हारी यादों में हैं

हम चाहे जहाँ भी हैं पर अभी भी तुम्हारी यादों में हैं,
जो बीत रही है तनहा उन तमाम रातों में हैं,
यहाँ वहाँ मुड़कर ना ढूंढो हमें,
बनकर नशा अभी भी हम तुम्हारी आँखों में हैं।

कुछ तस्वीर बाकी हैं अभी तक तेरी यादों की

कुछ तस्वीर बाकी हैं अभी तक तेरी यादों की,
ये दिल खाली नहीं किसी और के लिए,
चाहा तो बहुत मिटा दूँ इन तस्वीरों को,
पर मुमकिन नहीं ये इस आदमी के लिए…

Love shayari

we have best collection of Hindi Love shayari

Ragon Mein Daudte Phirane Ke Hum Nahi Qaayal,
Jab Aankh Hi Se Na Tapka To Phir Lahoo Kya Hai.

Nigaaho Ke Takaaje
Chain Se Marne Nahi Dete,
Yahan Manjar Hi Aise Hain
Ke Dil Bharne Nahi Dete,
Kalam Main To Utha Kar
Jaane Kab Ka Rakh Chuka Hota,
Magar Tum Ho Ke Kissa
Mukhtsar Karne Nahi Dete!

Chubhta To Bahut Kuchh Hai Mujhe Teer Ki Tarah,
Magar Khamosh Rehta Hoon Apni Takdeer Ki Tarah.

Kabhi Jo Mujhe Haq Mila Apni Takdeer Likhne Ka,
Kasam Khuda Ki Tera Naam Likh Kar Kalam Tor Dunga.

Gam Nahi Ke Tum Bewafa Nikli,
Magar Afsos Iss Baat Ka Hai,
Wo Sab Log Sach Nikle,
Jinse Main Tere Liye Lada Tha.

Khulti Zulfon Ne Sikhayi Mausamo Ko Shayari,
Jhukti Aakhon Ne Bataya Maiqasi Kya Cheej Hai.

Hum To Har Baar Mohabbat Se Sadaa Dete Hain,
Aap Sunte Hain Aur Sun Ke Bhula Dete Hain.

Khud Ko Main Baant Na Dadu Kahi Daman Daman,
Kar Diya Tune Agar Mere Hawaale Mujhko!

Jis Din Se Chala Hu Meri Manzil Pe Nazar Hai,
Aankho Ne Kabhi Meel Ka Patthar Nahi Dekha.

Bujhaye Aag, Aag Se Jo, Uss Aag Ko Jawani Kehna,
Mitakar Pyas Jo Rahe Pyasi, Uss Ko Deewani Kehna,

Ek Umar Beet Chali Hai Tujhe Chahte Hue,
Tu Aaj Bhi BeKhabar Hai Kal Ki Tarah.

Chahat Hui Kisi Se Toh Fir Be-Inteha Hui,
Chaha Toh Chahaton Ki Hadd Se Gujar Gaye,
HumNe Khuda Se Kuchh Bhi Na Manga Magar Usey,
Manga Toh Siskiyon Ki Bhi Hadd Se Gujar Gaye.

Logon Ne Roj Hi Naya Kuchh Manga Hai Khuda Se,
Ek Hum Hi Hain Jo Tere Khayal Se Aage Na Gaye.

Raaz Khol Dete Hain Nazuk Se Ishaare Aksar,
Kitni Khamosh Mohabbat Ki Jubaan Hoti Hai.

Mujh Mein Lagta Hai Ke Mujh Se Zyada Hai Woh,
Khud Se Barh Kar Mujhe Rehti Hai Jarurat Uski.

Mohabbat Naam Hai Jiska Wo Aisi Qaid Hai Yaaro,
Ki Umrein Beet Jaati Hain Sazaa Puri Nahin Hoti.

Tapakti Hai Nigaahon Se Barasti Hai Adaaon Se,
Mohabbat Kaun Kehta Hai Ki Pehchaani Nahi Jati.

Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo,
Apni Soorat Ko Shabo-Roz Nihara Na Karo,
Aao Dekho Meri Najron Mein Utar Kar Khud Ko,
Aayina Hoon Main Tera Mujhse Kinara Na Karo.

Dil Mein Na Ho Jurrat Toh Mohabbat Nahi Milti,
Khairaat Mein Itni Badi Daulat Nahi Milti.

Kisi Se Pyar Karo Aur Tajurba Kar Lo,
Ye Aisa Rog Hai Jismein Dawa Nahi Lagti.

Mohabbat Ek Khushboo Hai Hamesha Saath Rahti Hai,
Koi Inssan Tanhai Mein Bhi Kabhi Tanha Nahi Rahta.

Sadiyon Ka RatJaga Meri Aankhon Mein Aa Gaya,
Main Ek Haseen Shakhs Ki Baaton Mein Aa Gaya.

Palkon Pe Larajte Ashqon Mein,
Tasveer Jhalakti Hai Teri,
Deedar Ki Pyaasi Aankhon Ko,
Ab Pyaas Nahi Aur Pyaas Bhi Hai.

Haal Apna Tumhein Batana Kya,
Cheer Ke Dil Tumhein Dikhana Kya,
Wahi Rona Hai Sadaa Ka Ab Bhi,
Daastaan Phir Wohi Dohrana Kya

Yeh Na Samajh Ke Main Bhul Gaya Hun Tujhe,
Teri Khushbu Meri Saanson Mein Aaj Bhi Hai,
Majburion Ne Nibhane Na Di Mohabbat,
Sachchai Meri Wafa Mein Aaj Bhi Hai.

Khayalon Mein Uske Maine Bita Di Zindgi Saari,
Ibaadat Kar Nahi Paya Khuda Naraaj Mat Hona.

Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupate Kyun Ho,
Mujh Se Sharmaate Ho Toh Saamne Aate Kyun Ho,
Tum Bhi Meri Tarah Kar Lo Iqraar-e-Wafaa Ab,
Pyar Karte Ho Toh Phir Pyar Chhupate Kyun Ho?

Uski Mohabbat Laakh Chhupayi Zamaane Se Maine,
Magar Aankhon Mein Tere Aks Ko Chhupa Na Saka.

Ek Shab Gujri Thi Tere Gesuon Ki Chhav Mein,
Umr Bhar BeKhwaabiyan Mera Muqaddar Ho Gayin.\

Agar Sharar Hai Toh Bhadke Jo Phool Hai Toh Khile,
Tarah Tarah Ki Talab Tere Rang-e-Lab Se Hai.

Ibteda-e-Ishq Hai Rota Hai Kya,
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya.

Ishq Bhi Ho Hijaab Mein Husn Bhi Ho Hijaab Mein,
Yaa Toh Khud Aashkaar Ho Ya Mujhe Aashkaar Kar.

Nahi Jo Dil Mein Jagah Toh Najar Mein Rehne Do,
Meri Hayaat Ko Tum Apne Asar Mein Rehne Do,
Main Apni Soch Ko Teri Gali Mein Chhod Aaya Hun,
Mere Wajood Ko Khwabon Ke Ghar Mein Rehne Do.

Aaye Ho Aankhon Mein Toh Kuchh Der Toh Thehar Jao,
Ek Umr Lag Jaati Hai Ek Khwaab Sajaane Mein.

Jee Karta Hai Use Muft Mein Jaan De Du,
Itne Maasum Kharidaar Se Kya Lena.

Yeh Mat Kehna Ke Teri Yaad Se Rishta Nahi Rakha,
Main Khud Tanha Raha Magar Dil Ko Tanha Nahi Rakha,
Tumhari Chahton Ke Phool Toh Mehfooz Rakhe Hain,
Tumhari Nafraton Ki Peer Ko Zinda Nahi Rakha.

Dil Ki Baat Zamaane Ko Bata Dete Hain,
Apne Har Raaz Par Se Parda Uthha Dete Hain,
Aap Humein Chaahe Na Chaahe Iska Gila Nahi,
Hum Jise Chaahe Us Par Jaan Luta Dete Hain.

Ruke Toh Chaand Chale Toh Hawaaon Jaisa Hai,
Woh Shakhs Dhoop Mein Bhi Chhaaon Jaisa Hai.

Koi Lakh Chhupa Le Ishq Magar,
Duniya Ko Pata Chal Jata Hai.

Pyar Ki Had Ko Samajhna
Mere Bas Ki Baat Nahi,
Dil Ki Baaton Ko Chhupana
Mere Bas Ki Baat Nahi,
Kuchh To Baat Hai Tujhme
Jo Yeh Dil Tumpe Marta Hai,
Warna Yun Hi Jaan Ganwana
Mere Bas Ki Baat Nahi.

Koi Ghazal Suna Kar Kya Karna,
Yun Baat Badakar Kya Karna.
Tum Mere The Tum Mere Ho,
Duniya Ko Batakar Kya Karna.
Tum Saath Nibhao Chahat Se,
Koi Rasm Nibhakar Kya Karna.
Tum Khafa Hi Achhe Lagte Ho,
Phir Tumko Manakar Kya Karna.

Koyi Haath Bhi Na Milayega,
Jo Gale Miloge Tapaak Se,
Ye Naye Mizaaz Ka Shahar Hai,
Zara Faasle Se Mila Karo.

Mat Kiya Kijiye Din Ke
Ujalon Ki Khwahishen,
Yeh Aashiqon Ki Bastiyan Hain
Yeha Chaand Se Din Nikalta Hai.

 

याद करेंगे तो दिन से रात हो जायेगी,

याद करेंगे तो दिन से रात हो जायेगी,
आईने को देखिये हमसे बात हो जायेगी,
शिकवा न करिए हमसे मिलने का,
आँखे बंद कीजिये मुलाकात हो जायेगी।