Tere Shahar Mein Aate Jaate.

Haath Khali Hain Tere Shahar Se Jaate Jaate,

Jaan Hoti To Meri Jaan Lutate Jaate,

Ab To Har Haath Ka Patthar Hamen Pahchanta Hai,

Umr Guzari Hai Tere Shahar Mein Aate Jaate.

हाथ ख़ाली हैं तेरे शहर से जाते जाते,

जान होती तो मेरी जान लुटाते जाते,

अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है,

उम्र गुज़री है तेरे शहर में आते जाते।