Lalu Yadav ka Beta – Lalu Yadav Majedar Joke

Lalu Prasad Yadav ka funny beta 1000 Watt ke bulb par Lalu Yadav ka naam likh raha tha.

Lalu Yadav: Bitwa, e ka kart ho?

Funny Beta: Aapka naam roshan kar raha hoon.