Dosti wo nahi hoti jo Jaan deti hai – Dosti Shayari

Dosti wo nahi hoti jo Jaan deti hai,
Dosti wo nahi hoti jo Muskaan deti hai,
asli dosti to wo hoti hai..
Jo pani me gira aansu bhi pehchan leti hai.

hindi shayari dosti love

दोस्ती वो नहीं जो जान देती है,
दोस्ती वो भी नहीं जो मुस्कान देती है,
अरे सच्ची दोस्ती तो वो है..
जो पानी में गिरा हुआ आंसू भी पहचान लेती है |


Related Links – Bewafa Shayari & Love Shayari in Hindi

 

Chhupa Leta – Shayari on love in hindi

Chhupa Leta Tujhe Is Tarah Se Meri Baahon Mein ,
Hawa Bhi Guzrjane Ke Liye Izazat Maange ,
Ho Jaaye Tere Ishq Mein Madhosh Is Tarah Ki ,
Hosh Bhi Wapas Aane Ki Izaazat Maange .


Love Shayari | Shayari SMS | Romantic Shayari | Shayari SMS |

Mujhko phir – Miss you shayari

Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya ,
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya ,
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu ,
Jab mujhe teri baahon me sahara mil gaya .

Hasrat hain………………. Romantic Shayri

Hasrat hain sirf tumhe paane ki ,
Aur koi khawahish nahi is deewane ki ,
Shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai ,
Kya zarurat thi tumhe itna khubsurat banaane ki .

Aap khud………………. Romantic Shayri

Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho ,
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho ,
Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta ,
Aap Kal Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho .

Ek tu………………… Romantic Shayri

Ek tu teri aawaz yaad aayegi ,
Teri kahi huwi har baat yaad aayegi ,
Din dhal jayega raat yaad aayegi ,
Har lamha pahli mulakat yaad aayegi .

Tujse hi…………. Romantic Shayri

Tujse hi har subha ho meri ,
Tujse hi har sham,
Kuch aisa rishta ban gaya tujhse,
Ki Har saaso mein sirf tera hi naam.

Tera Intezaar…….. Romantic

Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai,
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai,
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai,
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.