Phoolo Ke Saath Kante Bhi Naseeb Hote Hain,

Phoolo Ke Saath Kante Bhi Naseeb Hote Hain,

Khushi Ke Saath Gam Bhi Naseeb Hota Hai,

Yoon To Majboori Le Doobti Hai Har Aashiq Ko,

Varna Khushi Se Bewafa Kaun Hota Hai?

फूलो के साथ कांटे भी नसीब होते हैं,

ख़ुशी के साथ गम भी नसीब होता हैं,

यूँ तो मजबूरी ले डूबती है हर आशिक को,

वरना ख़ुशी से बेवफ़ा कौन होता है?

Jis Shakhs Par Maine Bade Ehsaan Kiye Hain

Cheharon Ke Liye Aaeene Kurbaan Kiye Hain,

Is Shauk Mein Apne Bade Nuksaan Kiye Hain,

Mahfil Mein Mujhe Gaaliyaan Dekar Hai Bahut Khush,

.

चेहरों के लिए आईने कुर्बान किये हैं,

इस शौक में अपने बड़े नुकसान किये हैं,

महफ़िल में मुझे गालियाँ देकर है बहुत खुश,

जिस शख्स पर मैंने बड़े एहसान किये है।

Bas Kismat Mein Judai Thi.

Na Mera Dil Itna Bura Tha Na Usmen Koi Burai Thi,

Sab Muqqadar Ka Khel Hai Bas Kismat Mein Judai Thi.

ना मेरा दिल इतना बुरा था न उसमें कोई बुराई थी,

सब मुक़्क़दर का खेल है बस किस्मत में जुदाई थी।

 

Bade Anmol Hai Ye Khoon Ke Rishte

Bade Anmol Hai Ye Khoon Ke Rishte,

Inko Tu Bekaar Na Kar,

Mera Hissa Bhi Tu Lele Mere Bhai,

Ghar Ke Aangan Mein Deevaar Na Kar.

बड़े अनमोल है ये खून के रिश्ते,

इनको तू बेकार न कर,

मेरा हिस्सा भी तू लेले मेरे भाई,

घर के आंगन में दीवार न कर।

Vo Log Bahut Hi Khaas Hote Hain,

Kuchh Rishte Oopar Wala Banaata Hai,

Kuchh Riste Log Banaate Hain,

Vo Log Bahut Hi Khaas Hote Hain,

Jo Bina Rishte Ke Rishta Nibhate Hain.

कुछ रिश्ते ऊपर वाला बनाता है,

कुछ रिस्ते लोग बनाते हैं,

वो लोग बहुत ही खास होते हैं,

जो बिना रिश्ते के रिश्ता निभाते हैं।

Mere Bhai Mere Hisse Ki Zameen

Miri Khwaahish Hai Ki Aangan Mein Na Deevaar Uthe,

Mere Bhai Mere Hisse Ki Zameen Tu Rakh Le.

मेरी ख़्वाहिश है कि आँगन में न दीवार उठे,

मेरे भाई मेरे हिस्से की ज़मीं तू रख ले।

Ki Tootne Mein Yah Dil Aavaz Nahin Rakhte

Koi Anees Koi Aashna Nahin Rakhte,

Kisi Aas Bagair Aaj Khuda Nahin Rakhte,

Kisee Ko Kya Ho Dilon Kee Udaasee Kee Khabar,

Ki Tootne Mein Yah Dil Aavaz Nahin Rakhte.

कोई ‘अनीस’ कोई आश्ना नहीं रखते,

किसी आस बग़ैर आज खुदा नहीं रखते,

किसी को क्या हो दिलों की उदासी की खबर,

कि टूटने में यह दिल आवाज़ नहीं रखते।

Aaj Uski Masoomiyat Ke Kayal Ho Gaye

Aaj Uski Masoomiyat Ke Kayal Ho Gaye,

Sirf Uski Ek Najar Se Hi Ghayal Ho Gaye.

आज उसकी मासूमियत के कायल हो गए,

सिर्फ उसकी एक नजर से ही घायल हो गए।

गुज़रते लम्हों में सदियाँ तलाश करता हूँ

गुज़रते लम्हों में सदियाँ तलाश करता हूँ,

ये मेरी प्यास है,नदियाँ तलाश करता हूँ,

यहाँ लोग गिनाते है खूबियां अपनी,

मैं अपने आप में खामियां तलाश करता हूँ।