सामने बैठे रहो दिल को करार आएगा,
जितना देखेंगे तुम्हें उतना ही प्यार आएगा।
मैं वक़्त बन जाऊं तू बन जाना कोई लम्हा,
मैं वक़्त बन जाऊं तू बन जाना कोई लम्हा,
मैं तुझमें गुजर जाऊं तू मुझमें गुजर जाना।
Dhokha Na Dena Ke TujhPe Aitbaar Bahut Hai
Dhokha Na Dena Ke TujhPe Aitbaar Bahut Hai,
Yeh Dil Teri Chahat Ka TalabGaar Bahut Hai,
Teri Soorat Na Dikhe Toh Dikhayi Kuchh Nahi Deta,
Hum Kya Karein Ke TujhSe Humein Pyaar Bahut Hai.
Tere Rukhsaar Par Dhhale Hain Meri Shaam Ke Kisse
Tere Rukhsaar Par Dhhale Hain Meri Shaam Ke Kisse,
Khamoshi Se Maangi Hui Mohabbat Ki Dua Ho Tum.
Khuda Kare Wo Mohabbat Jo Tere Naam Se Hai
Khuda Kare Wo Mohabbat Jo Tere Naam Se Hai.
Hajaar Saal Guzarne Pe Bhi Jawaan Hi Rahe.
Chahat Hai Ya Dillagi Ya Yoon Hi Man Bharmaya Hai
Chahat Hai Ya Dillagi Ya Yoon Hi Man Bharmaya Hai,
Yaad Karoge Tum Bhi Kabhi Kis Se Dil Lagaya Hai.
Dil Ki Dhadkan Aur Meri Sadaa Hai Tu
Dil Ki Dhadkan Aur Meri Sadaa Hai Tu,
Meri Pehli Aur Aakhiri Wafa Hai Tu,
Chaha Hai Tujhe Chahat Se Bhi Barh Kar,
Meri Chahat Aur Chahat Ki Inteha Hai Tu.
“It’s never a good idea to keep both feet firmly on the ground.
“It’s never a good idea to keep both feet firmly on the ground. You’ll have trouble putting on your pants.
Women should not have children after 35
“Women should not have children after 35. Really, 35 children are enough.”
“Build a man a fire, and he’ll be warm for a day.
“Build a man a fire, and he’ll be warm for a day. Set a man on fire, and he’ll be warm for the rest of his life.”