दिल से रोये मगर होंठो से मुस्कुरा बेठे
यूँ ही हम किसी से वफ़ा निभा बेठे
वो हमे एक लम्हा न दे पाए अपने प्यार का
और हम उनके लिये जिंदगी लुटा बेठे
ख़ुशी से दिल को आबाद करना
ख़ुशी से दिल को आबाद करना
ग़म से ज़िन्दगी को आज़ाद करना
बस इतनी सी है गुज़ारिश हमारी
सोने से पहले हम को भी याद करना
हर वक्त फिजाओं में महसूस करोगे तुम
हर वक्त फिजाओं में महसूस करोगे तुम
मैं प्यार की खशबू हूँ महकूँगी जमाने तक
Har Vaqt Fizaon Mein Mahasoos Karoge Tum
Main Pyaar(Love) Kee Khashaboo Hoon Mahakoongee Zamaane Tak
Ek din zindagi aise mukaam pe pahunch jayegi,
Ek din zindagi aise mukaam pe pahunch jayegi, Dosti to sirf yaadon mein reh jayegi. Har cup coffee, yaad doston ki dilayegi, Aur haste haste phir aankhein namm ho jayegi. Office ke chamber mein classroom
Aapki dosti pe naaz hai hame,
Aapki dosti pe naaz hai hame, Kal tha jitna bharosa utna hi aaj hai hame, Dost wo nahi jo khushi mai sath de, Dost wahi jo har pal apnepan ka ehsas de!!
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka, Humne khud ko khushnaseeb paya, Tamanna thi ek pyaare se dost ki, Khuda khud dost bankar chala aaya.
Dost hai mera bahaaron jaisa,
Dost hai mera bahaaron jaisa, Dil hai uska dildaaron jaisa. Bohat dost nahi rakhte hum magar, Mera ek hi dost hai hazaaron jaisa. Khushiyoon ka sansar leke aayenge, Patjhar men bhi bahaar ley ke aayenge. …
Kaha Hai Apna To Apnapan Nibhana,
Kaha Hai Apna To Apnapan Nibhana, Aaye Mushkil To Bhul Na Jana, Rishte Jod Kar Aksar Bhul Jate Hai Log, Tum Bhi In Logo Ki Tarah Na Ban Jana, Ae Mere Yaar Yaari Nibhana.. 5
Chamakte Chand Ko Neend Aane Lagi,
Chamakte Chand Ko Neend Aane Lagi,
Aapki Khushi Se Duniya Jagmagane Lagi,
Dekh Ke Aapko Har Kali Gungunane Lagi,
Ab To Faikte Faikte Mujhe Bhi Neend Aane Lagi
Na Jaane Itni Jaldi Ye Raat Aa Jaati Hai
Na Jaane Itni Jaldi Ye Raat Aa Jaati Hai
Baaton He Baaton Mein Aapki Baat Aa Jaati hai
Hum To Bahut Sone Ki Koshish Karte Hain
Lekin Na Jaane Kyun Aapki Yaad Aa Jaati Hai