Tere Sath Rehte Rehte teri Chahat Si Ho Gayi Hai,

Tere Sath Rehte Rehte teri Chahat Si Ho Gayi Hai,

Tujhse Baat Karte Karte teri Aadat Si Ho Gayi Hai..

Ek Pal Na Mile Toh Bechani

Si Lagti Hai,

Dosti Nibhate Nibhate tujhse Mohabbat Si Ho Gayi Hai.

Saath Na Chutey Aap Se Kabhi Ye Dua

Saath Na Chutey Aap Se Kabhi Ye Dua Karta Hu

Haatho Mein Sada Aapka Hath Rahey Bus Yahi Fariyad Karta Hu

Ho Bhi Jaaye Agar Kabhi Doori Hamare Darmiyan

Dil Se Na Ho Juda Rab Se Yahi Iltiza Karta Hu

Door Rahtey Hain Magar Dil Se

Door Rahtey Hain Magar Dil Se Dua Karte Hain Hum

Pyar Ka Farz Dil Se Ada Karte Hain Hum

Aapki Yaad Sada Sath Rakhte Hain Hum

Din Ho Ya Raat Aapko He Yaad Karte Hain Hum

Jeevan Ke Har Mod Par Sunahri Yaado

Jeevan Ke Har Mod Par Sunahri Yaado Ko Rehne Do

Jubaan Par Har Waqt Mithas Rehne Do

Ye Andaaz Hai Jeene Ka

Na Raho Udaas Aur Na Kisi Ko Rehne Do

Good Night

संगमरमर के महल में तेरी तस्वीर सजाऊंगा, 

Sangmarmar Ke Mahal Me Teri Tasveer Sajauga,
Mere Iss Dil Me Aye Sanam Tere Khwab Sajaunga,
Aajma Ke Dekh Le Tere Dil Me Bas Jaunga,
Pyar Ka Pyasa Hun Tere Aagosh Me Simat Jaunga. 

संगमरमर के महल में तेरी तस्वीर सजाऊंगा,
मेरे इस दिल में ऐ सनम तेरे ख्वाब सजाऊंगा,
आजमा के देख ले तेरे दिल में बस जाऊंगा,
प्यार का प्यासा हूँ तेरे आगोष में सिमट जाऊंगा। 

Kasoor na unka hai na hamara,

Kasoor na unka hai na hamara, Hum dono bas rishto ki rasmein hi nibhate rahe, Dosti ka ehsaas wo jatate rahe, Aur hum is mohabbat ko bas dil main hi chipate rahe.

Chand Se Kaho Chamakna Chhod De

Chand Se Kaho Chamakna Chhod De

Sitaro Se Kaho TimTimana Chhod De

Tum Mujhse Milne Nahi Aati To

Apni Yaadon Se Kaho Mujhe Satana Chhod De…

Tere Bina Kaise Guzregi Ye Raatein

Tere Bina Kaise Guzregi Ye Raatein

Tanhai Ka Gum Kaise Sahegi Ye Raatein

Bahut Lambi Hain Ghadiyan Intezaar Ki

Karwat Badal Badal Kar Kateingi Ye Raatein