Mujhko Toh Dard-e-Dil Ka Mazaa Yaad Aa Gaya,
Tum Kyun Huye Udaas Tumhein Kya Yaad Aa Gaya?
Kahne Ko Zindgi Thi Bahut Mukhtsar Magar,
Kuchh Yoon Huyi Basar Ki Khuda Yaad Aa Gaya.
Shayari
Shayari – Shayari in Hindi Aayiye ye kuch Shayari hai aapke liye Hindi me –
Kis Dard Ko Likhte Ho Itna Doob Kar
Kis Dard Ko Likhte Ho Itna Doob Kar,
Ek Naya Dard De Diya Hai Usne Yeh Puchh Kar.
झूठी हँसी से जख्म और बढ़ता गया
झूठी हँसी से जख्म और बढ़ता गया,
इससे बेहतर था खुलकर रो लिए होते।
Tujhse Pahle Bhi Kayi Zakhm The Seene Mein Magar
Tujhse Pahle Bhi Kayi Zakhm The Seene Mein Magar,
Ab Ke Woh Dard Hai Ke Ragein TootTi Hain
Takleef Ye Nahin Ke Tumhein Azeez Koi Aur Hai
Takleef Ye Nahin Ke Tumhein Azeez Koi Aur Hai,
Dard Tab Hua Jab NajarAndaz Koye Gaye.
लोग मुन्तज़िर ही रहे कि हमें टूटा हुआ देखें,
लोग मुन्तज़िर ही रहे कि हमें टूटा हुआ देखें,
और हम थे कि दर्द सहते-सहते पत्थर के हो गए।
Dard Mohabbat Ka Ai Dost Bahut Khoob Hoga
Dard Mohabbat Ka Ai Dost Bahut Khoob Hoga,
Na Chubhega.. Na Dikhega.. Bas Mahsoos Hoga.
Aankhon Mein Umad Aata Ha Baadal Ban Kar
Aankhon Mein Umad Aata Ha Baadal Ban Kar,
Dard Ehsaas Ko Banjar Nahi Rahne Deta.
Gulshan Ki Baharon Pe Sar-e-Shaam Likha Hai
Gulshan Ki Baharon Pe Sar-e-Shaam Likha Hai,
Phir Uss Ne Kitabon Pe Mera Naam Likha Hai,
Yeh Dard Isee Tarah Meri Duniya Mein Rahega,
Kuchh Soch Ke Uss Ne Mera Anjaam Likha Hai.
Agar Mohabbat Ki Hadd Nahin Koi
Agar Mohabbat Ki Hadd Nahin Koi,
Toh Dard Ka Hisaab Kyun Rakhoon.
अगर मोहब्बत की हद नहीं कोई,
तो दर्द का हिसाब क्यूँ रखूं।
