Nahi Ab Khauf Kisi Ka Bhi Hamko
Hamne Shahare-Dil Me Thikana Bana Rakha Hai,
Ab Aaye To Aa Jaaye Toofaan Koi
Sajde Me Uske Sir Hamne Jhuka Rakha Hai.
जोक्स और शायरी हिंदी में
Nahi Ab Khauf Kisi Ka Bhi Hamko
Hamne Shahare-Dil Me Thikana Bana Rakha Hai,
Ab Aaye To Aa Jaaye Toofaan Koi
Sajde Me Uske Sir Hamne Jhuka Rakha Hai.
Tere Khwabo Ko Aankho Mein Saja Rakha Hai
Zindagi Ko Yoon Hi Rangeen Bana Rakha Hai,
Badi Bedard Hain Duniya Ki Nigahen Yaara
Usse Bachakar Ek Aashiyaana Rakha Hai.
Likh Doon Kitaben Teri Masoomiyat Par Phir Dar Lagta Hai,
Kahin Har Shakhs Tera Talabgaar Na Ho Jaye.
।
मेरी मासूमियत मुझसे चुरा गया,
कोई इस तरह मोहब्बत मुझसे निभा गया।
Nahi Ab Khauf Kisi Ka Bhi Hamko
Hamne Shahare-Dil Me Thikana Bana Rakha Hai,
Ab Aaye To Aa Jaaye Toofaan Koi
Sajde Me Uske Sir Hamne Jhuka Rakha Hai
Tere Khwabo Ko Aankho Mein Saja Rakha Hai
Zindagi Ko Yoon Hi Rangeen Bana Rakha Hai,
Badi Bedard Hain Duniya Ki Nigahen Yaara
Usse Bachakar Ek Aashiyaana Rakha Hai.
आपकी हमारी दोस्ती सुरों का साज है,
आप जैसे दोस्त पर हमें नाज़ है,
अब चाहे कुछ भी हो जाये जिंदगी में,
दोस्ती वैसे ही रहेगी जैसे आज है।
Dekhi Jo Nabj Meri Toh Hans Kar Bola Hakeem,
Tere Marz Ka Ilaaj Mehfil Hai Tere Doston Ki.
वक्त की यारी तो हर कोई करता है मेरे दोस्त,
मजा तो तब है जब वक्त बदले पर यार ना बदले।
Dosti Kis Se Na Thi Kis Se Mujhe Pyar Na Tha,
Jab Bure Waqt Pe Dekha Toh Koi Yaar Na Tha.