वाकिफ तो रावण भी था अपने अंजाम से
मगर जिद थी अपने दम पर जीने की
जोक्स और शायरी हिंदी में
वाकिफ तो रावण भी था अपने अंजाम से
मगर जिद थी अपने दम पर जीने की
Dosti ki kahani ab humari khatam ho gayi, Khusiya aayi aakar jane kahan chali gayi, Bada naaz tha hume apni dosti pe, Par shayad kismat buri thi ya phir kisi ki najar lag gayi.
Aey chand mere dost ko ek tohfa dena, Taron ki mehfil sang roshni karna, Chhupa lena andhere ko, Har raat ke baad ek khubsurat savera dena…
Ek raat rab ne mere DIL se pucha, Tu dosti me itna kyo khoya hai, Tab Dil bola Dosto ne hi di hai saari khushiya, Warna pyar karke to Dil hamesha roya hai.
Ek din dosti par ek kitab likhenge, Dosto ke sath gujri har baat likhenge, Jab batana ho ke dost kaise hote hain, Tumhe soch-soch kar har baat likhenge.
Dosti Najaron Se Ho To Kudrat Kehte Hai, Sitaron Se Ho To Jannat Kehte Hai, Husn Se Ho To Mohabbat Kehte Hai, Aur Aapse Ho To Use Kismat Kehte Hai.
Chand Ne Apni Chandni Bikheri Hai, Aur Taaro Ne Aasman Ko Sajaya Hai
Kehne Ko Aapko Shubh Ratri, Dekho Raat Ka Farishta Aaya Hai… Good Night
मेरी पलकों का अब नींद से कोई ताल्लुक नही रहा,
मेरा कौन है ये सोचने में रात गुज़र जाती है…!!!
यूँ असर डाला हैं मतलबी लोगो ने दुनिया पर,
हाल भी पूछो तो लोग समझते हैं. की कोई काम होगा।
Pyaar Mohabbat Aashiqi.Ye Bas Alphaaj The.
Magar.Jab Tum Mile Tab In Alphaajo Ko Maayane Mile.