Maana Ki Tu nahi hai mere saamne,
Par Tu Mere Dil Mein Basta hai,
Mere Har Dukh Mein Mere Sath hota hai,
Aur mere har sukh mein mere saath Hasta hai.
Apne pyar par hai,
Apne pyar par hai,
Itna yakeen dosto,
Ki jo hamara ho gaya
Wo kabhi kisi aur ka nahi ho sakta…
Humne dekha tha khud ko teri surat me
Humne dekha tha khud ko teri surat me
Aayina dek kar ab raat kat jati hain
Tera roothna bhi itna achchha lagta hai,
Tera roothna bhi itna achchha lagta hai,
Ki dil karta hai dinbhar tujhe chhedta hi rahoon…
Aisa nahi ki yaad aap aate nhi,
Aisa nahi ki yaad aap aate nhi, Khata sirf itni hai ki hum batate nahi, Dosti apki anmol hai hamare liye, Samjhte ho aap isliye jataate nh
Chaahu to naam likh doo uska apni
Chaahu to naam likh doo uska apni har shayari ke saath
Lekin phir sochta hoon ki
Bahut bholi hai meri jaan, kahin badnaam naa ho jaaye !!
तुम्हारे बाद भला जिंदगी कहाँ जीते
तुम्हारे बाद भला जिंदगी कहाँ जीते
तुम्हारे बाद तो साया भी हमसफर न था
Tumahare Baad Bhala Zindagi Kahan Jeetey
Tumhare Baad To Saya Bhi Hamsafar Na Tha
Dhadakte Hue Dil Ka Qaraar Ho Tum
Dhadakte Hue Dil Ka Qaraar Ho Tum,
Inn Saji Mehfilon Ki Bahaar Ho Tum,
Tarasti Hui Nigaaho Ka Intezar Ho Tum,
Meri Zindagi Ka Pehla Pyar Ho Tum.
धड़कते हुए दिल का करार हो तुम,
इन सजी महफ़िलो की बहार हो तुम,
तरसती हुई निगाहों का इंतजार हो तुम,
मेरी ज़िन्दगी का पहला प्यार हो तुम।
कैसे बीती रात किसी से मत कहना,
Kaisi Beeti Raat Kisi Se Mat Kehna,
Sapno Wali Baat Kisi Se Mat Kehna,
Kaise Uthhe Baadal Aur Kahan Jakar Takraye,
Kaisi Hui Barsaat Kisi Se Mat Kehna.
कैसे बीती रात किसी से मत कहना,
सपनो वाली बात किसी से मत कहना,
कैसे उठे बादल और कहाँ जाकर टकराये,
कैसे हुई बरसात किसी से मत कहना।
Kaato Mai Rehkar Bhi Zindagi Jee Lete Hain,
Kaato Mai Rehkar Bhi Zindagi Jee Lete Hain, Har Jakhmo Ko Apne Hathon Se Si Lete Hain, Jis Hath Ko Keh Diya Dosti Ka Hath, Us Hath Se Jehar Bhi Pi Lete Hain.