Tujse hi…………. Romantic Shayri

Tujse hi har subha ho meri ,
Tujse hi har sham,
Kuch aisa rishta ban gaya tujhse,
Ki Har saaso mein sirf tera hi naam.

Tera Intezaar…….. Romantic

Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai,
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai,
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai,
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.

us ke Saath……………….. Romantic Shayri

Us ke Saath Rehte-Rehte,
Us ki Chahat Si Ho Gayi Hai..
Us se Baat Karte Karte
Uski Aadat Si Ho Gayi Hai
Ek Pal Naa Mile Toh Bechani Si Lagti Hai
Dosti Nibhaate-Nibhaate,
Us se Mohabbat Si Ho Gayi Hai…!!

Kabhi Lafz……………….. Romantic Shayri

Kabhi Lafz Bhool Jaaun Kabhi Baat Bhool Jaaun,
Tujhe Mai Is Qadar Chaahu Ki Apni Jaat Bhool Jaaun,
Uth Kar Jo Kabhi Tere Paas Se Guzru Toh,
Jaate – Jaate Kabhi Khud Ko Tere Paas Bhool Jaaun!

Hum har ek……………… Romantic Shayri

Hum har ek pal hans kar jiya kartey hai,
Aapse dil ki baate kiya kartey hai,
Aap bahut khas ho hamarey liye,
Tabhi hr waqt apko yaad kiya kartey hai!

Dil me…………………….. Romantic Shayri

Dil me humne tumhaare pyar ki dastaan likhi hain,
Naa thodi naa tamaam likhi hain,
Kabhi humaare liye b dua kar liya karo sanam,
Humney toh har ek saans tumhaare naam likhi hain!

JNU यूनिवरसिटि मे काले झंडे । Funny Latest Joke

राहुल को JNU यूनिवरसिटि मे काले झंडे दिखाये जा रहे थे।

राहुल : ये काले रंग का झंडा किस पार्टी का है।

पीछे से आवाज आई – अबे पनोती ये काले झंडे तुझे ही दिखाये जा रहे है ….

डाक्टर: – तुम्हारेे होठ कैसे जले ?

डाक्टर: – तुम्हारेे होठ कैसे जले ?

आदमी: – मायके जाने के लिए पत्नी को रेल्वेस्टेशन छोड़ने गया था ।

खुशी के मारे इंजन को चूम लिया,,😘
😚😚😜😘😜😘😜😘😝