Asfaltaen Unka Peechha Chhod Deti

Asfaltaye Insaan Ko Tod Deti Hain,

Jeevan Ki Rahon Ko Naya Mod Deti Hain,

#Jo Karte Hain, Jee-Jaan Se Prayas Poora,

Asfaltaen Unka Peechha Chhod Deti Hai.

असफलताए इंसान को तोड़ देती है,

जीवन की राहों को नया मोड़ देती है,

#जो करते हैं, जी-जान से प्रयास पूरा,

असफलताएं उनका पीछा छोड़ देती है।