Jis Shakhs Par Maine Bade Ehsaan Kiye Hain

Cheharon Ke Liye Aaeene Kurbaan Kiye Hain,

Is Shauk Mein Apne Bade Nuksaan Kiye Hain,

Mahfil Mein Mujhe Gaaliyaan Dekar Hai Bahut Khush,

.

चेहरों के लिए आईने कुर्बान किये हैं,

इस शौक में अपने बड़े नुकसान किये हैं,

महफ़िल में मुझे गालियाँ देकर है बहुत खुश,

जिस शख्स पर मैंने बड़े एहसान किये है।