Ajeeb Log Hain Meri Talaash Mein Mujhko

Ajeeb Log Hain Meri Talaash Mein Mujhko,

Vahaan Par Dhoondh Rahe Hain Jahaan Nahin Hoon Main,

Main Aaeenon Se To Maayoos Laut Aaya Tha,

Magar Kisi Ne Bataaya Bahut Haseen Hoon Main.